Mathura Se Saamne Aayi Dil Dehlane Wali Khabar! Bus Accident

Delhi – Agra Expressway per Tuesday ek bada haadsa ho gaya, jahan bhut si buses mein achanak aag lag gayi. Is ghatna ke baad poore jagha mein afra-tafri mach gayi.

Bataya ja raha hai ki buses chalti halat mein thi aur tabhi aag lagni shuru hui. Kuch hi der mein aag bhayankar ho gayi aur passengers ko nikalne ka mauka tak nahi mila. Log jaan bachane ke liye chillate rahe, lekin aag aur dhuein ki wajah se halat aur bigadti gyi.

Is haadse mein ab tak 13 logon ki maut ho chuki hai, aur kai log gambhir roop se ghaayal hue hain. Ghaayalon ko turant najdeeki hospitals mein admit karwaya gaya.

Haadse ki jaankari milte hi police, fire brigade aur ambulance teams mauke par pahunchi aur aag par kabu paaya. Expressway par lamba traffic jam lag gaya.

Filhaal aag lagne ki wajah clear nahi hai. Shuruati jaanch mein technical fault ya short circuit ki sambhavna batayi ja rahi hai. Administration ne maamle ki jaanch shuru kar di hai.

  • Related Posts

    किसी को घसीटा, किसी को टांगकर ले गई… प्रदर्शनकारियों को पुलिस ने दौड़ा-दौड़ाकर पकड़ा

    Read more

    Jaguar Aur truck ki takkar mai 19 saal ke Ladke ki Maut!

    Noida ke Sector‑ 49 mein Monday raat ko ek bhayanak road accident hua, jismein ek luxury car aur truck ki takkar hui aur uske karan 19 saal ke ek ladke…

    Read more

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *

    You Missed

    किसी को घसीटा, किसी को टांगकर ले गई… प्रदर्शनकारियों को पुलिस ने दौड़ा-दौड़ाकर पकड़ा

    किसी को घसीटा, किसी को टांगकर ले गई… प्रदर्शनकारियों को पुलिस ने दौड़ा-दौड़ाकर पकड़ा

    Canada Slots Download

    • By
    • February 13, 2026
    • 167 views

    Blackjack Courses Canada

    • By
    • February 13, 2026
    • 297 views

    Crypto Casino Online

    • By
    • February 13, 2026
    • 112 views

    Paypal Casino Site

    • By
    • February 13, 2026
    • 130 views

    Best Casino Online Bonus

    • By
    • February 13, 2026
    • 126 views